Na Jane Kya Ho Gaya

Singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan
Writer: Sameer
Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Movie/Album: Baazi (1995)

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar

Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Is bekarari ka mohabbat naam hai sayad
Pyar se kahte hai chahat naam hai sayad
Kya batau kitna tumko pyar karti hai
Kho na jao tum kahi is bat se darti hu

Sanso me hai khusbu teri ankho me hai chehra tera
Ye jindgi bin tere kuch nahi
Diwana mai ho gaya hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Pas itne aao ham ho jaye bekhabar
Chahto ka har ghadi dil pe rahe asar
Ji chahta hai tujhko mai sine se lagalu
Tere lado ke rang ko mai aake churalu

Jadu ye kaisa tune kiya
Chhane laga hai tera nasa
Tere hi dam se dhadkata hai dil
Diwani si ho gayi hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar