Nigahe Mili Aur Tum Muskuraye

Singer: Asha Bhosle
Writer: Raja Mehdi Ali Khan
Composer: Sardar Malik
Movie/Album: Abe Hayat

 (Nigahe mili aur tum muskuraye

Muhabbat hansi aur ham dagmagaye) - (2)

(Ye samjho na samjho
Nazar ke ishare
Nazar kah rahi hai
Ke ham hai tumhare) - (2)
(Kaha ja rahe ho ji
Dil ko chhupaye) - (2)
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye
Nigaahe mili aur tum muskuraye
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye

(Mai kaise chhupu
Lagan pyari pyari
Agan mithi mithi
Chubhan pyari pyari) - (2)
Tadpti hu mai aarzuye chhupaye - 2
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye
Nigahe mili aur tum muskuraye
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye

(Ye kaisi lagan hai
Ye kya bekali hai
Arri o jawani kaha le chali hai) - (2)
Kisi tarah tu mere bas me to aaye - 2
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye
Nigahe mili aur tum muskuraye
Muhabbat hansi aur ham dagmagaye