Allah Teri Allah Kare Rakhwali

Singer: Mohammad Rafi
Writer: Qamar Jalalabadi
Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Movie/Album: Adl-E-Jahangir

 (Allah teri allah kare rakhwali

Wo hai sare jaha ka walid) - (2)

Malik ka darbar nirala
Us ke dar par aane wala
Kabhi na jaye khali - 2
(Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid) - (2)

Tufano se kabhi na dar tu
Rakh us ki rahmat pe nazar tu
Ban ja usi ka sawali - 2
(Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid) - (2)

Gam ka tujhko khuda tere sath hai
Maut aur zindgi usi ke hath hai
Uski shan nirali - 2
(Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid) - (2)

(Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid) - (2)
Allah