Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara

Singer: Kishore Kumar
Writer: Aziz Kashmiri
Composer: O P Nayyar
Movie/Album: Akalmand (1966)

Diye hai aapne bada hasin sahara - 2

Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara - 2

Manjile mil gayi fasle kam huye
Hosle bad gaye aap ke ham huye
Kiya dil chori hamara
Usi ada dekhiye jara dobara - 2
Diye hai aapne bada hasin sahara
Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara - 2

Samne aapke hamne dil rakh diya
Jo bhi ho dijiye is sata ki saja
Khushi se ham
Karenge har sitam ganwara
Na dekha jayega ye ruthna tumhara - 2
Diye hai aapne bada hasin sahara
Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara